Chor ek ghar mein chori karne gaya,
tijori par likha tha "TIJORI KO TODNE
KI JARURT NAHI,
452 Number LAGAO AUR
SAAMNE WALA LAAL BUTTON DABAAO,
TIJORI KHUL JAYEGI."
Jaise hi button dabaya,
alarm baja
aur police aayi...
Jaate waqt chor seth se bola "AAJ MERA INSANIYAT PAR SE VISHWAS UTH GAYA
