Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   


Joke   Submit New Joke   Edit Joke  
 
Pati Patni
CATEGORY: Hindi
Posted On 31/03/2009 17:52:22 by akhilesh3

PATI PATANI JOKES IN HINDI

I hope you will like my collections of jokes

Patni (Pati Se) - Collage ke bare me
tumhara koi katu anubhav hai?

Pati (Patani Se) - Han, Tumhari aur
meri paheli mulakat college me he to
hui thi.
************ ********* ********* **
Pati ghar pahuncha to patani ne goshana
ki - maine aaj naukarani ko nikal diya hai.

Pati udas hokar - Are, use ek mauka to
diya hota.

Patni(Pati Se) - Per mai aapko koi mauka
nahi dena chahati.
************ ********* ********* **
Ek jagadalu patani pati par baras rahi thi
aur wah bichara deen sakal banaye hue
baitha tha.Patni bol rahi thi kayar kahin
ke ,tum aadami ho ki chuhe?

Pati Gidgidaya - Shreemati Ji, Mai aapka
pati he hun agar chuha hota to tum thar-thar
kamp rahi hoti.
************ ********* ********* **
Ek photographer ke pass ek aurat aai aur
boli - Maine apane miya se kaha tha ki topi
pahankar photo mat khinchana lekin topi
utarana bul gaye.Kya aap yeh topi hata
sakate hain?

Photographer Ne Kaha - Ji han lekin aap
yah to bataiye ki aapke shauhar sidhi mang
nikalate hain yan ulati?

Aurat Boli - Jab aap topi utarenge tab khud
dekh lijiyega

0.00/0


Bookmark:





Viewing 1 - 1 out of 1 Comments

31/03/2009 18:17:29




SCRAPBOOK


*** NkuT.Com ***