Kal fursat na mili to kya karo gey,
Itni mohlat na mili to kya karo gey,
Roz kehte ho kal parhunga namaz,
Kal agar saans na rahi to kya karo gey…
Rasam se sunnat achi, Neend se namaz achi,
Gunah se neki achi, Bazar se masjid achi
Fazool baton se quran ki tilawat achi,
Gheebat se zikar acha, Delete se forward acha..
Namaz jo hum par farz kar di gayi hai.....
Fajar....bister main
Zohar..naukri main
Asar.....chai biscuit main
Maghrib....rastey main
Esha......tv main
Jumma.... sonay main
Eid.....bazaaron main
Na Durood, Na Quran.... Yeh Kaisa Hai (Musalman)?
Phir kahtay ho kyon nahin hai Allah hum par meharban tho Namaz parhao is say pahlay k tumhari Namaz parhi jayee......
Is msg ko itna phela do jitna Allah or us kay Nabi(sallal laho aalyhi wasalim)say pyar hai kartay ho .........