Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   


Groups >> Dr.zakir naik(true Muslim) >> Forum >> Kiya ham muslim hain

Viewing 1 - 1 out of 1 posts




POSTED BY: apnaali on Nov 16, 2008
Kiya ham muslim hain
Kya Hum - Musalmaan hain?
Fajar neend mein.
Zuhar college ya job mein.
Asar araam mein.
Maghrib kaam mein.
Ishaa TV mein.
Jumah ke sirf do rakat.
Wo bhi duniya ke khayal mein.
Agar koi tahajjut padhta hai to
ye bahut tajjub ki baat samjhte hain!

Yad rahe…

Qabar main sabse Pehele jo sawal hoga wo

Namaz hi ke bare main hoga.

Aapp sabse guzarish hai ke apne momin
bhaiyon aur baheno ko namaz ki dawat do.




--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
Back To Top
Oct 10, 2026


*** NkuT.Com ***