Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 1313 - Total Replies: 3

POSTED BY: kashish on 07/02/2008 08:03:27





mu, qa: dostoN se
dostoN se jhooTi mooTi doosroN kaa naam le ke phir meri baaten karnaa
yaaraa raat se din karnaa
lambi judaai teri baDaa mushkil hai aahoN se dil bharnaa
yaaraa raat se din karnaa
(kab ye poori hogi door ye doori hogi) -2
roz safar karnaa, yaaraa raat se din karnaa

s: chupke se, chupke se raat ki chaadar tale
chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale
jale katraa katraa, gale katraa katraa, raat bhi na hile aadhi aadhi
raat bhi na hile aadhi aadhi ye
chupke se, chupke se raat ki chaadar tale

pharvari ki sardiyoN ki dhoop mein
mooNdi mooNdi akhiyoN se dekhnaa, haath ki aaD se
neemi neemi thanD aur aag mein
haule haule maarvaa ke raag mein
meer ki baat ho
din bhi na Doobe raat na aaye shaam kabhi na Dhale
shaam Dhale to subah na aaye raat hi raat chale
chupke se chupke se raat ki chaadar tale
chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale
mu, qa: dostoN se jhooTi mooTi doosroN kaa naam le ke phir meri baaten karnaa
yaaraa raat se din karnaa
lambi judaai teri baDaa mushkil hai aahoN se dil bharnaa
yaaraa raat se din karnaa
(kab ye poori hogi door ye doori hogi) -2
roz safar karnaa, yaaraa raat se din karnaa
s: tujh bina pagli ye purvai..
tujh bin pagli ye purvai
aake meri chunri mein bhar gayee
tu kabhi aise hi
gale lag jaise ye purvai, aa gale lag jaise ye purvai
saathiyaa sun tu
kal jo mujhko neend na aaye paas bulaa lenaa
god mein apni sar rakh lenaa lori sunaa denaa
chupke se lag jaa gale raat ki chaadar tale
chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale
jale katraa katraa, gale katraa katraa, raat bhi na hile aadhi aadhi
raat bhi na hile aadhi aadhi ye
chupke se lag jaa gale raat ki chaadar tale
chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~




POSTED BY: kash_ka_sujal on 07/02/2008 13:54:47


Back To Top




POSTED BY: khatri007 on 07/02/2008 15:58:57


hmmmmmmm....




--------------------------------------------------------------
TaKe My HaNd nd NeVEr LeT Go......!!
Back To Top




POSTED BY: safik22 on 03/03/2008 13:19:30


i m fan  of  ur sayre

Back To Top
18/05/2026



*** NkuT.Com ***