|
| POSTED BY: kashish on 07/02/2008 08:03:27 |
|
mu, qa: dostoN se dostoN se jhooTi mooTi doosroN kaa naam le ke phir meri baaten karnaa yaaraa raat se din karnaa lambi judaai teri baDaa mushkil hai aahoN se dil bharnaa yaaraa raat se din karnaa (kab ye poori hogi door ye doori hogi) -2 roz safar karnaa, yaaraa raat se din karnaa
s: chupke se, chupke se raat ki chaadar tale chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale jale katraa katraa, gale katraa katraa, raat bhi na hile aadhi aadhi raat bhi na hile aadhi aadhi ye chupke se, chupke se raat ki chaadar tale
pharvari ki sardiyoN ki dhoop mein mooNdi mooNdi akhiyoN se dekhnaa, haath ki aaD se neemi neemi thanD aur aag mein haule haule maarvaa ke raag mein meer ki baat ho din bhi na Doobe raat na aaye shaam kabhi na Dhale shaam Dhale to subah na aaye raat hi raat chale chupke se chupke se raat ki chaadar tale chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale mu, qa: dostoN se jhooTi mooTi doosroN kaa naam le ke phir meri baaten karnaa yaaraa raat se din karnaa lambi judaai teri baDaa mushkil hai aahoN se dil bharnaa yaaraa raat se din karnaa (kab ye poori hogi door ye doori hogi) -2 roz safar karnaa, yaaraa raat se din karnaa s: tujh bina pagli ye purvai.. tujh bin pagli ye purvai aake meri chunri mein bhar gayee tu kabhi aise hi gale lag jaise ye purvai, aa gale lag jaise ye purvai saathiyaa sun tu kal jo mujhko neend na aaye paas bulaa lenaa god mein apni sar rakh lenaa lori sunaa denaa chupke se lag jaa gale raat ki chaadar tale chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale jale katraa katraa, gale katraa katraa, raat bhi na hile aadhi aadhi raat bhi na hile aadhi aadhi ye chupke se lag jaa gale raat ki chaadar tale chaaNd ki bhi aahaT na ho baadal ke pichhe chale
--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
|