is dil nay tairay bad muhabbat bhe nahe kee ......is dil nay tairay bad muhabbat bhe nahe keehadh yai kai dharaknay kee jesarat bhe nahe keetabeer ka ayzaz howa hay ussay hasiljis nay mairay khowabon main sherakat bhe nahe keeulfat tu bari baat hay humsay tu sir-a-shaiherlogo nahe kubhe dhang say nafrat bhe nahe keeaadab-a-safer ab wo seekhtay hain jin hon naydo char qadam tay yai mosafat bhe nahe keekya apni safaee main bay yan daitay kai humnaynakerda gunhaee kee wazahat bhe nahe keekhamosh tamashaee kai manind sir-a-bazumso zakhum sa hay dil per shekayat bhe nahe keeus gher kai sub he log mujhay chornay aa adaihleez tuk us nay yai zaihmat bhe nahe keeus nay bhe gholamon kee safhon main humnain rakhais dil pai kubhe jis nay hokomat bhe nahe kee ..............