Baat Jo Tumse Kehna Chaahun, Wo Lafz Me Kho Jaati Hai Aur Agar Khamosh Rahun, Ehsaas Ki Shiddat Tarpaati Hai Kayse Main Izhaar Karu, Choop Rahkar Bhi Baat Karun Sonch Ki Uljhi Uljhi Dori.. Aur Ulajhti Jaati Hai...
Tags: Poetry