Sunnoo…..
Iss baar saawan tanha mere ghar nhi barsa..
Nain(aankhein) mere jo barson se chup thy,,
&nb sp; Aj barsay or barsty hi gaye
barish ny mere tootay dil ki laaj rakhi
jo tum atay,,,tu deikhty
jb tufaan ho her janib ,phir sailaab kaisay ata hai?
Or kaisay phr sab wo…..apnay sath bha lay jata hai
Na phir khonay ka dar rehta hai…
Na koi paanay ki tamana rehti hai….
Yon kahu …phr MANZIL gar pass ho ya na ho…
Justajo ki khwahish nhi rehti
sAb kuch haan sab jazbaat ….sailaab baha hi tu lay jata hai..
Or pichay reh jati hai…srf mitti