Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   


BLOGS   WRITE NEW BLOG   EDIT BLOGS  
 
RSS
Sham Charagon se saja rakhi hai
Posted On 09/08/2008 04:06:41 by apnaali

Shaam chirago se saja rakkhi hain..
Shart logo se laga rakkhi hain,

shayad aa jaye koi humse bhi zyada pyasa,
yahi sochkar thodi si bacha rakkhi hain.......

 

............ ......... ......... ......... ......

 

"Dil" ka dard jab panno par Aa jata hai
"Ek" Aansu b dariya ban jata hai

"Dil" k Tutne ki "Aawaz" bhi nahi aur
Sara dard "GAZAL" ban jata hai.

 

............ ......... ......... ......... ......

 

HUM TERE DIL MEIN RAHENGE EK YAAD BANKAR
TERE LAB PAR KHILENGE EK MUSKAAN BANKAR.

KABHI APNE SE JUDA MAT SAMJHNA
HUM TERE SAATH CHALENGE AASMAN BANKAR.

 

............ ......... ......... ......... ......

 

BADI MUDDAT SE CHAHA HAI TUJHE
BADI DUAON SE PAYA HAI TUJHE.

TUJHE BHULANE KI SOCHU BHI TO KAISE
KISMAT KI LAKIRON SE CHURAYA HAI
TUJHE

Tags: Apnaali



Bookmark:





*** NkuT.Com ***