Aashiq banaya
aashiq banayaa
aashiq banayaaa - aapnee..!!
tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein ) - 2
tere bin..!!
Tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye ) - 2
tere bin..!!
Meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain
gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) - 2
apni daayre se toh main chutne lagi hu
tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2
tere bin jeena nahi hain gawara
tere bin dil ka nahi hain gujara
tere bin kaun apna sahaara
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
Bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) - 2
betaabiyo ne hamko chur kar diya hain
pass aane pe majboor kar diya hain ) - 2
tere bin raat kat ti nahi hain
tere bin pyas mit ti nahi hain
tere bin duri ghat ti nahi hain..!!
Aashiq banaya
aashiq banayaa
aashiq banayaaa - aapnee..!!!