already hogaya..
are yar dal me kala ho to chalega lekin agar dil kala ho to uska kya hoga jisne us dil ko churaya he??????
urad ki toh puri daal hi kali hoti hai ..aur use khane mei koi nukshan bhi nhi ...dil mein kala hoga toh prob ho jayegi jiska dil hoga use..
funny,
yaar , dil me kala hota to chalega, but dal me kalanahi chalega!
kyoki dal 1 se jyada log pite he .. isliye use bukhar ho sakta he!
matlab dil kapada aur pyaar surf...lol
daal mein kaala hona jyada khatarnaak hota ai
ek to daal kahne usme mein bhi kala pad jaye
dil kaala hua to use pyaar se safed kiya ja sakta haoi
dil mei kala hona zyada khatarnaak hai
dil mei kala ka tu pta nhi but dil ka kala hun its dangerious