|
hum nai be mohabat ki thi mager
Posted On: 25/01/2008 15:21:17
|
hum nai be mohabat ki thi mager kuch be naa mila HASRAT k siwa tum nai be hamain ilzam diya kia kahain iisai kismat k siwa
suntai thai wafaa jo kertai hain inam_e_wafaa pa jatai hain chahat ki nazar rukhnai walai chahat ka sila paa jatai hain deakha to koi injaam nahi ulfaat ka ik nafraat k siwa aisa to kabhi socha be naa tha tum hum se judaa ho saktai ho
chaha tha tumharaa piyar mager kuch paa naa sakai tohmat k siwa.
|