|
kal hamne ek
Posted On: 23/01/2008 15:10:04
|
kal hamne ek gulab dekha aur koi kya janega uski adayein itni hasin thi aur koi kya janega
uski muskaan par kitne mar gaye koi kya janega kitne dil lute aur kitne dil tute koi kya janega
humne bhi unko apna dil diya koi kya janega par unhone kya hashr kiya hamara koi kya janega
kya khumar leke aayega waqt koi kya janega ek insaan ghulam ban jayega koi kya janega
kitni haseen mulaqat thi woh koi kya janega kitni dard bhari yaadein mili koi kya janega
|