|
kehete hai shayara ashiq
Posted On: 21/01/2008 09:05:56
|
kehete hai shayara ashiq mizaz hotein hai dil ke dard ko kalama se utarate hai khuda ki aashiqui pe khudahi rotein hai gam ke sailaba mei dooba doob maratein hai khuda to dooba maratai hai satha mai kahi aauronko duba detain hai duniya bhi ro detihai ke aashiq ka janaja hai..! are aashiq.... ! kya paya tune...gara piroyan kucha labjonko kalama ki dharapar.. gara bahaya kucha bundono ko ankhonke thara par kabhi uthakara dekha kalam un bachchonke naam par jo bikharajatein hai jindagi ki kagar par..! bahakar dekha aasun un bhooke nanage cheharonpar jo dhulatein hai sirf barishake bundon par..! savara kara dekha ek bachapana sakara kara kisi ek ka sapana ek bara dil ko tokana phira tatolana...! kya mohabbat hai...??? kya jindagi hai..???
|