Welcome Guest Login or Signup

loveismylife
PROFILE   GALLERY   BLOGS   SCRAPBOOK   FRIENDS   FAVORITES   LYRICS   SMS   QUOTES   JOKES   POLLS   VIDEOS  
 


RSS
Aaj RuTha
Posted On: 18/01/2008 09:48:53
Aaj RuTha HuWa !k $hAk$ b0h0t YaAd AaYa
Acha Guzra Hua Kuch Waqt bohot Yaad Aaya...

Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala
Aaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya...

Jo mere dard ko seene main chupa laita tha
aj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya...

Jo meri aankh main kajal ki tara rehta tha
aaj kajal jo lagaya tu bohot yaad aaya...

Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hi
aaj jab dil nay bulaya tu bohot yaad aaya...

Mere jeevan ki her khushi main wohi tha bus
aaj jab yaad woh aaya tu bohot yaad aaya.


Bookmark: