|
|
JAB THA WO HAMARE PASS
Posted On: 14/01/2008 15:21:08
|
JAB THA WO HUMAARE PASS..... jab tha wo humare pass to wo pyaar nazar kyun nahi aaya, jab tha wo humare saath tab wo saath nazar kyun nahi aaya, jab the hum unki aankhon mein to humein hum nazar kyun nahi aaye, jab tha unhe humara intzaar to hum kyun nahi aaye, jab nahi hai ab kuch bhi humare pass to bas hai in aankhon mein ek sawaal, par ab uska jawaab nahi hai mil pata, ki wo ab kyun nahi aata , ki wo ab kyun nahi aata,
|