Dosti kisi ki Riyasat nahi hoti Maut kisi ki amanat nahi hoti Sambhal ke rakhna hamari Saltanat me kadam Kyunki yahan dosti todne waale ki zamaanat nahi hoti...