chalo main chala ab sone...aap busy hogayi...phirse hv a good day...enjoy karo apna dance...aur khush raho.....lekin reason bilkul batana hain..tho scrap chodke jaaiyega...main uththe hi..aapka scrap check karne wala hoon..is baar bhool k sorry mat bolna...warna samjhi byeee
acha shweta...aapne apne hobbies nahi bataye...aur aaj thoda khush lag rahi hain..koi naya reason ? if I can ask kyaa baat hain dekho dekho musku raa rahi hain