Nazar milakar hum se
nazar kabhi chura na lena
Dost bankar humko gawa na dena
maana k hum dur hain aap se
is baat ko bahana bana kar bhula na dena
Hamari dosti ka kitna fayda uthhate ho,
1msg bhej ke10 free pate ho,
hamare dil par kyon zulm dhate ho,
hamare msg fwd kar K naye naye dost banate ho
Dosti ka pehala pegam aapke naam,
Zindagi ki akhari sham aapke naam.
Iss safar main humsafar hain hum dono,
Is dosti ko nibhana hain aapka kaam............