"Munna: (Jadu ki Japhhi Dalte Hoauy) Mien kal say teray tak pahunchnay ki koshish kar raha hoon.
Circuit: “Bhai… bole to bachpan
mein apun 20th Floor se gir gaya tha.”
Munna Bhai, “Aisa kya? To fir
bach gaya tha ya mar gaya tha?
Circuit: “Abhi jaane do na bhai itni purani baat…
Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!”
"Munna: Meray paas aik buri khabar hai, aur aik buhat hi buri khabar hai teray wastay.
Patient: Acha to pehlay buri khabar suna daal.
Munna: Apun k paas jo teri report pahunchi us mien likha tha k teray
paas sirf 24 ghantay hain zinda rehnay k liye.
Patient: Sirf 24 ghantay. is say buri khabar kya ho sakti hai.
"Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
1:" Kya ray!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos?