"PRINCIPAL: Agar koi ladka girls hostel mein
gaya toh first time 100 Rs fine,
2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500.
MUNNA BHAI: Monthly paas ka kya lega Mamu
"Munna: (Jadu ki Japhhi Dalte Hoauy) Mien kal say teray tak pahunchnay ki koshish kar raha hoon.
Circuit: “Bhai… bole to bachpan
mein apun 20th Floor se gir gaya tha.”
Munna Bhai, “Aisa kya? To fir
bach gaya tha ya mar gaya tha?
Circuit: “Abhi jaane do na bhai itni purani baat…
Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!”
"Munna: Meray paas aik buri khabar hai, aur aik buhat hi buri khabar hai teray wastay.
Patient: Acha to pehlay buri khabar suna daal.
Munna: Apun k paas jo teri report pahunchi us mien likha tha k teray
paas sirf 24 ghantay hain zinda rehnay k liye.
Patient: Sirf 24 ghantay. is say buri khabar kya ho sakti hai.
"Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
Kya ray!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos?