ya i knw..yar jahan reception hai wahan uper strairz jati hain na ....wahan pay haii...jahn library hain na uskay uper walay coridor main art n design wala hai....
huhh uni kay canchay......well yar pehlay eng n comp ki to wahn hoti thee jo sattionary kay samnay jagha haii..wahan upper hoti thee.un stairz say main ik bar gir bhi chuki houn ..bari zor ki chot lagi thee..n baqi classes art n design walay coridore main hoti hai kabhi wahan ana ..hamray charts lage hotay thay notice board pay...
arry yar im still 18...meri konsa umer nikli ja rahi hai according to my mom jo main jaldi khatm karnay ka soochoun.i dun hav such intensions....main enjoy markay time pay hi khatm karngii...