Assalam o ALikum,Iram kasi hain app..umeed hai ALlah ka fazal se app theek thak hain..dakhain mayne yahan profile hi isi liye banayi hai ta k jo log is ko watch karain un ko kuch na kuch to malumaat milaingi..u know hamne (app salal laho alaihi wasalim)ki koi baat sunni or usko aage ohchaya wo sadka jahriya hai...App ak baat jaan lo..jo sakhs dunya k kamon may laga gaya Us ne sab kuch kho diya..or jo shakhs Allah ka kamon may lag gaya ALlah us k kamon may lag gaya..its fact..sab se pehle hame apne app ko badalna hoga..insaan fani hai or ajj kal ka door asa hai k bhai bhai ka nahi hai..so insaan ne kabhi kisi ko kuch nahi diya..na hi desakta hai..ajj insaan ka bas may hota kisi ko risk dena to kiya sab ko risk mil pata..kabhi nahi..isi liye ALlah ne haar chess ko akk maqsad k liya banaya hai..app sab se pehle namaz k pabandi karo..phir inshallah sare kam khud ba khud hi asaan ho jainge..ok dear..