hamari awaz unhein sunai nahi deti
ab to door tak koi umeed bhi dikhaayi nahi deti
parwa hai unhein aur sab doston ki
bas unhein hamari hi tanhaai dikhaayi nahi deti
Us falak ke teer ka kya nishana tha
Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha
Bas pahunch hi rahi thi kashti saahil pe
Is toofan ko bhi abhi hi aana tha...