fir mujhko tadpa rahey ho
iss dil mein yadon ke meley hain
tum bin bahut hum akele hain
aa jao laut kar tum
yeh dil kah raha hai

kya kaya na socha tha maine
kya kya na sapney sajaye
kya kya na chaha tha dil ne
kya kya na armaan jagey

iss dil se toofaan gujartey hain
tum bin to jeetey na martey hain

aa jao laut kar tum
yeh dil kah raha hai

tum bin jiya jaye kaise
kaise jiya jaye tum bin
aa jao laut kar tum
yeh dil kah raha hai

aa jao laut kar tum