|
POSTED BY: apnaali on Apr 14, 2009
|
|
Bas ak mafi
Bas aik mafi Bas aik mafi hamari toba kabhi jo ab ham satayen tum ko Lo hath joren lo kan pakren ab aur kesy manayen tum ko Jo sach kahen to tumhain to ghusy ny aur dilkash bana deya hai Hamary man ko to sojhti hai k aur gusa delayen tum ko To keya tum ab tak hamari nazron k sab taqazon sy by khabar ho Hamain Tum sy Muhabbat hai pagli Ab aur kesy batayen tum ko Tumhary lehjy main ajnabeyat yeh guftagu main guraiz kesa Tumhari nazren to keh rahen hain k pyar krna sekhayen tum ko Yeh keya sada thi k jis py palty Aur ab yon pathar k ho gaye ho Hamain to mur k na dekha jab k hazar den sadayen tum ko Tum aayena ho aur sang bari yahan k logon ka mashghala hai Har aik pathar sy dhal ban kar bhala kahan tak bachayen tumko Batayen tum ko becharty lamhy laboon ki larzesh ka keya sabab tha Suna tha waqt qaboleyat hai so dy rahy thy sadayen tum ko Ab us sy kahon, to bhi to keya main Wo larki herat sy pochiti hai............... Muhabbton k sely main aa Akhir meli hain keyon yah sazayen ham ko Bas aik mafi hamari toba kabhi jo ab ham satayen tum ko Lo hath joren lo kan pakren ab aur kesy manayen tum ko Jo sach kahen to tumhain to ghusy ny aur dilkash bana deya hai Hamary man ko to sojhti hai k aur gusa delayen tum ko To keya tum ab tak hamari nazron k sab taqazon sy by khabar ho Hamain Tum sy Muhabbat hai pagli Ab aur kesy batayen tum ko
-------------------------------------------------------------- READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
|