Shaam ka Andhera Kuch Ab Talak Baki hai Yaad Mit Gayi Teri Par Ehsaas Abhi Baki Hai Yoon To Muddato Se Hum Bhool Gaye Hain Tujhe Phir Bhi Dhundli Si Koi Yaad Abhi Baki Hai
Zara socho phir se ek nazar dekh kar tum Kahin kisi shaam ki koi faryaad abhi baki hai Yoon to hans ke jhela har sitam zalim ka magar Judayi ke aansuon ka dard sehna abhi baki hai
Woh to madhoshi mein the ehsaas na kar sake kuch bhi Hame hosh mein madhosh hona abhi baki hai Kaise kahe kya zulm hue hain us pe... Yeh to aaghaaz tha... kuch anjaam abhi baki hai
~~~
--------------------------------------------------------------
For being good u need not to b a SUPERMAN... [