Farz karo hum ehle wafa hoon,Farz karo dewane hoon
Farz karo ye donon batein,jhoti hoon ,Afsane hoon
Farz karo ye nain tumhare,Such much k mai-khane hoon
Farz karo tumhein khush kerne k,Dhonde hum ne bahane hoon
Farz karo ye ji k bipta,Ji se jorr sunai ho
Farz karo abhi aur ho itni,Aadhi hum hum ne chhupai ho
Farz karo ye roug ho jhota,Jhoti preet hamri ho
Farz karo iss preet k roug mein,Saans bhi hum pe bhari ho
Farz karo ye joog bjoog ka,Hum ne dhong rachaya ho
Farz karo bus yehi haqeeqat,Baqi sub kuch maya ho......
i dont know the poet, i read it somewhere
kuch words kafee ajeeb aur mushkil hain dont know even their meanings but like the way its written n specially the first 2 and last 2 lines
