Shabnami raat ho or har taraf andhaira ho
Ik chadar me liptay do badan
ik tera ho or ik mera ho
tere makhmali jism main
khushion k chaman main
sadiyon tak wo raat chale
sadiyon door sawera ho
tere hontoun ko jab me c dun apne hontoun k dhagay se
ik sanatay me khamoshi se teri bahon ne mujh ko ghaira ho
dono liptain ik doje main
ik girah c lag jai jimson main
mere jism main ghar milay tujhe
tere jism main mera basera ho