Kitna ikhtiyar tha osko apni chahat pe
Jab chaha yaad kia jab chaha bhula diya
Janta tha wo mujh kobehlanay ka har andaaz
Jab chaha hansa dia jab chaha rula dia
Dil bhi oska tha pyar bhi oska tha
Jab chaha mera naam likha jab chaha mitta dia