|
| POSTED BY: djsamaa on 03/03/2009 21:56:16 |
|
Tum Meri Yaad Mein Jalo toh Bura lagta Hai Tum Mere Deedar Ko Tarso toh Bura lagta Hai Ek Tamanna Hai Sirf Mujh pe Meherbaan Raho Tum Kisi Aur ko Dekho toh Bura lagta Hai Meri Rooh Tarasti hai Tumhari Khushbu Ko Tum kahin aur Jo Mehako toh Bura lagta Hai Aarzu Hai k Tere Roop ko har Pal Dekhun Tum Mere Pass se Utho toh Bura lagta Hai Main Utha Sakti Hoon jab Naaz Tumharay Jaana!! Tum Kisi Aur ko Chaho toh Bura lagta Hai 
--------------------------------------------------------------
Here comes d trendsetter .. .
|