| POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:15:27 |
|
TUM DOOR HO KER BE ... tum door ho kay be meray pass rehtay hoo meray dil mey bastay ho meray saath rehtay hoo
shab-e-tanhi ke ik ik gharee phool bantee hey khushbu ban kay tum mera angaan mehkatay hoooo
tumare yaad ke hidatt say jab jalta hey dil mera tab tum payar ka sawan ban ky baras jatay hooo
jab be kabi woh surmaee ankhyn uthtee haan mera dil machalta hey aur tum sansay ban jatay hoo
shab-e-hijraan may chamaktay meh-o-anjum sab mandd pertay haan janaa jab tum samnay atay hoo
tumaray sard rawaye pey haan jalta hey jee mera kiun khud be tarapty ho aur mujko be tarpatay hoo
--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
|