Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 367 - Total Replies: 0

POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:14:53


Tanha Bana Diya...
Sab Se Chupa Kar Dard Jo Woh Muskura Diya...
us Ki Hansi Ne To Aaj Mujhe Rula Diya.........

Aawaz Mein Therao Tha Aankhoon Mein Nami Thi...
or Keh Raha Tha K Mein Ne Sab Kuch Bhula Diya......

Jane Kya Us Ko Loghon Se Thi Shikayatein...
tanhaiyon Ke Dais Mein Khud Ko Basa Diya...

Khud Bhi Voh Hum Se Bichar Kar Adhura Sa Ho Gaya...
mujh Ko Bhi Itne Loghon Mein Tanha Bana Diya...




--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
18/11/2026



*** NkuT.Com ***