| POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:12:49 |
|
Sunoo aisa nahi krna......... Wafa ruswa nahi krna Kabhi aisa nahi krna
Main pehlay hi akela hoon Mujay aur tanha nahi krna
Judai b jo aa jaye Too dil maila nahi krna
Bohat masroof hoja Mager socha mjy krna
Bharosa b zaroori ha Mager subka nahi krna
Muqader phir muqader ha Koi dawa nahi krna
JO likha ha wahi hoga Kabhi shikwa nahi krna
Haqiqat ha milan apna Isay sapna nahi krna
Wafa ruswa nahi krna Sunoo aisa nahi krna.........
--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
|