Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 327 - Total Replies: 0

POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:12:49


Sunoo aisa nahi krna.........
Wafa ruswa nahi krna
Kabhi aisa nahi krna

Main pehlay hi akela hoon
Mujay aur tanha nahi krna

Judai b jo aa jaye
Too dil maila nahi krna

Bohat masroof hoja
Mager socha mjy krna

Bharosa b zaroori ha
Mager subka nahi krna

Muqader phir muqader ha
Koi dawa nahi krna

JO likha ha wahi hoga
Kabhi shikwa nahi krna

Haqiqat ha milan apna
Isay sapna nahi krna

Wafa ruswa nahi krna
Sunoo aisa nahi krna.........




--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
18/11/2026



*** NkuT.Com ***