| POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:12:05 |
|
Mujy ek shaam udhaar doo.... Tumhey jab kabi milay fursat Mery dil sy boj utar doo
Main boht dino sy udas hoon Mujy ek shaam udaar doo
Mujay apny roop ki dhoop doo k chamak sakain mery khado haal
Mujay apny rang main rung do Meray saray zung utar doo
Main bikher gaya hoon smait loo Main biger gaya hoon sanwaar doo Muje ak sham udhar do............
--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
|