Agar Mujse Mohabbat Nahi To Roti Q Ho,
Tanhai Me Mere Bare Me Sochti Q Ho,
Agar Manzil Judai He hai To Jane Do Mujhe,
Lot Kar Kab Aoge Puchti Q Ho..
=============================
Aaj Q kisi ki yaad sone nahi deti,
Is zamane ki bandish mujhe rone nahi deti,
Kesi kashish hai teri chahat ki mujhe,
Jo tujhe mera aur mujhe kisi aur ki h?ne nahi deti.
=========================================