| Total Views: 357 - Total Replies: 5 |
|
Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo, Bhale mujhse lelo woh US ka Visa, Magar mujhko lauta do college ki canteen, Woh PheKha Samosaa, Woh thanda saaa paani, Woh College ki sabse - purani nishaanee, Woh chai vaalaa jisko - saare kehte the... jaani, Woh jaani ke hathon - ki 'cutting' chai meethi, Woh chup-kese journal - mein jo bheji thi chitthi, Woh padhte hi chitthi - tha uska bhadakna, Woh chehre ki laali, woh aankhon kaa gussaa ... Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani.. Kadi dhoop mein - apni room se nikalnaa, Woh project ki Khatir - tha dar dar bhataknaa , Woh lecture mein doston - ki proxy lagaanaa, Woh sir ko chidana, aeroplane udaanaa, Woh submission ki raton - ko jagna jagaanaa, Woh viva ! s ke kisse, woh pracs ki kahani.... Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani. Woh dena Bimaari - ka har time bahana, Woh doosron ka assignment - ko apnaa banana, Woh seminar ke din - pairon ka chat-patanaa, Woh workshop mein din bhar - pasinaa bahanaa, Woh slogans banana - aur Gym me rakhadna, Phir Exam ke din ko “ tha bechain hona, Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani.. College ki thi - woh lambi si raatein, Woh doston se tapre pe - pyaari si Baatein; Woh gathering ke din ka “ jo ladnaa Jhagadnaa; Woh kudiyon ka yuhin - hamesha akadnaa; Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi ------- Woh college, woh baatein, woh guzara jamana Woh Phekha Samosa, Woh thanda saaa paani..
--------------------------------------------------------------
Everything has been figured out in my life except how to live......:-|
|
|
woh ameer tho apun single ,,,
--------------------------------------------------------------
Sab ki AAN sab ki SHAAN sab ka ek BHAIJAAN-Salman khan
|
| Back To Top |
|
| POSTED BY: Alishh on 11/09/2008 00:33:36 |
|
Woh lecture mein doston - ki proxy lagaanaa, Woh sir ko chidana, aeroplane udaanaa, Woh submission ki raton - ko jagna jagaanaa, Woh viva ! s ke kisse, woh pracs ki kahani.... Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani. Woh dena Bimaari - ka har time bahana, Woh doosron ka assignment - ko apnaa banana,
--------------------------------------------------------------
Service Not Available
bhai kehta hai ke tm tu paida he jhoot bolne ke liye hoi ho
bhai kehta hai ke bakwas na kiya kro
|
| Back To Top |
|
--------------------------------------------------------------
To love someone is one thing, to be loved is another, to be loved by the one you love is everything.
|
| Back To Top |
|
| POSTED BY: kashish on 11/09/2008 10:18:35 |
|
wah mR bagbeet sing
--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
|
| Back To Top |
|
--------------------------------------------------------------
im not gonna cum fr lot of dayss frndsssssssssssssss
|
| Back To Top |
|
|