Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 250 - Total Replies: 1

POSTED BY: Kshitiz on 05/07/2008 19:24:34


Kiya karon ab kui bhi acha nahi lagta mujhay.
to bhi pehlay ki tarhan apna nahi lagta mujhay.

ab teri batain meray dil main utarti hi nahi.
tu wohi hay par tera lehja nahi lagta mujhay.

to, to ab adhay badan say saath calta hay meray.
teri sanon pay tera cehra nahi lagta mujhay.

to bhi taqseem karta tha hawain char soo.
ab teray pass bhi ik johnka nahi lagta mujhay.

ab lefafay say teri kushbo nahi ati mujhay.
kaht bhi teray haath ka likha nahi lagta mujhay.



Wo Jazbon ki tajarat thi, ye dil kuch aur samja tha
Ose hasne ki adat thi , ye dil kuch aur samja tha

Muje us nay kaha ao nyi dunya basate hn
Ose soji shararat thi , ye dil kuch aur samja tha

Hamesha os ki ankhon main dhanak se rang hote hn
ye os ki Aam halat thi , ye dil kuch aur samja tha

Wo mere pas baithe dair tk ghazlein meri sunta
Ose khud se muhabt thi , ye dil kuch aur samja tha





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..




POSTED BY: Kshitiz on 06/07/2008 19:09:32


banke ehsas meri dhadkan ke paas rahte ho
tasveer banke meri aankhon me rahte ho
aaj puchna hai ek sawal aapse..
door hoke kya aap bhi udas rahte ho.





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***