Mana tu mere saath nahi,
par tere hone ka ehsas kam bhi nahi hai,
Tu ayegi ye aitbar hai mera,
na aaye to koi gum bhi nahi hai,
Teri talaash me nikle hai garm jajbat mere,
dard to hai par jism pe jakhm bhi nahi hai,
Roj tanhai me chand se guftgu hoti thi,
aaj bhi chand hai or soye hum bhi nahi hai.