Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 216 - Total Replies: 0

POSTED BY: Super_saiyan on 26/06/2008 12:50:41


Mohhabat ke kitab kholi hamne to khud ko paya duniya me ek chota sa insan...
Chahne walo ke dastan pari to ho gaya me pal bhar me hairan...


Mohhabat kya chiz he jo pal bhar me kisi ko hasa ya rula sakta he...
Jitni khusiya pyar me he utne he gaam woh hame dila sakta he...


Din raat uske pyar me khud ko dubo lena kya yahipyar he...
Uski yaad me apne khun ko uske naam pani ke tarah bahana kya yahi pyar he...


Chahhat hoti he ek kasis jo khud ke pehchan ko uske pyar me basa lati he..
Maikhan-e-sharab ke tarah ho jo bus jaye zindagi bhar basa lete he...


Pyar ka nasha ko kamne se kamta nahi bar jata he...
Roke chahe kitni bhi rukawate mita nahi par dastan jarur kehlata hein





--------------------------------------------------------------
ιѕηт ιт ƒυηηу тнт єνєяу gυуs ρяσƒιℓє ιѕ αвσυт тнт 1 gαℓ η Sнє ηєνєя кησωѕ ιт єνєη ιƒ Sнє gσєѕ тняσυgн ιт мιℓℓℓιση тумѕ.....
19/11/2026



*** NkuT.Com ***