Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 235 - Total Replies: 0

POSTED BY: recipr0cal on 25/06/2008 10:20:10


Raat Ka Waqt Bhi Hai Aur Masjid Bhi Qareeb
Uthein Jaldi Se Paigham e Amal Lai Hoon
Ghar Main Filhal Jitne Bhi Purane Jooty Hain
Aap Bhi Ja Kar Badal Laein Main Badal Laai Hoon........

 

Hath Pakra Nabz Dekhi Chashma Lagaya
Kuch Socha Aur Ishq Ka Beemar Likh Dia
Qurban Kion Na Jaon Main Aaise Hakeem per
Nuskhe Mein Jis Ne Sharbat-E-Deedar Likh Dia.........

 

sun kay baat doctor ki,

kyon naan main uss pay kar doon riT?
khujli par ye raai di,

"you will have to live with it" .......:cool:

 

 

khush na ho itna jo yeh teri barat hai
jal jan jayega to kia teri auqaat hai
izdawaji zindgani ki haqeeqat hum say poch
chaar din ki chandni phir andheri raat hai.....





--------------------------------------------------------------
Everything has been figured out in my life except how to live......:-|
19/11/2026



*** NkuT.Com ***