|
| POSTED BY: Kshitiz on 17/06/2008 17:29:31 |
|
Hum bhool jate hain chand ki pehchan tujhe dekhtay dektay,-, Hussan wale hojate hain pareshan tujhe dekhtay dekhtay,-, Khuda nay banaya hoga tujhe kei saadyioon main,-, Hota hai ye gomaan tujhe dekhtay dekhtay,-, Jiss nay kia na ho Pyaar sari zindagi main,-, Bhatak jata hai wo bhi Insaan tujhe dekhtay dekhtay,-, Jin ki zindagi Khatam horahi ho pal bhar main,-, Mil jata hai Inhay Jeenay ka samaan tujhe dektay dektay,-, Gar tere milnay Milan k baad maut aaye bhi tu kia,-, Hum ho jaein gaye Kurbaan tujhe dektay dektay,-, Main, Tu karta hai tareef chand ki chandni dekh kar,-, Maghr Khamosh ho jati hai Zubaa tujhe dekhtay dekhtay
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|