Har baar mujhe zakhme-e-judai na diya kar
agar tu mera nahi to muj ko dekhai na diya kar
such jhoot yare aankh se ho jata ha zahir
kasmein na utha itni safai na diya kar
maloom hai rehat hai tu ab muj se gurezaan
paas a kay mohabbat ki duhai na diya kar
urrr jaaen to phir loat kar aatey nahi wapis
har bar pariodon ko rehaai na diya kar…?