Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 186 - Total Replies: 0

POSTED BY: Kshitiz on 02/06/2008 14:55:40


Abhi bhi woh gham mujh mein hai
jo diya tha tumne mujhe “APNA” kehke

Woh ek shaqs aaj bhi mere dil mein hai
gaya tha jo mujhe tanha karke

Wohi mausam chahya hai zamane mein
jo guzar gaya hume ruswa karke

Wohi alfaas mere hothoon mein hai aaj bhi
kabhi kahan tha maine tumhare sath chalke

Wohi aag mere seene mein aaj bhi hai
jo lagaya tha tumne “MOHABBATH” kehke

bina khatha ke sazaa bugath rahi hoon main…
duniya waloon ke beech “ZINDAGI” keh ke….





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
19/11/2026



*** NkuT.Com ***