| POSTED BY: kashish on 26/05/2008 13:33:13 |
|
chaa.Nd se phuul se yaa merii zubaa.N se suniye har taraf aap kaa qisaa jahaa.N se suniye sab ko aataa hai duniyaa ko sataa kar jiinaa zindagii kyaa muhabbat kii duaa se suniye merii aavaaz pardaa mere chehare kaa mai.n huu.N Khaamosh jahaa.N mujhako vahaa.N se suniye kyaa zaruurii hai ki har pardaa uThaayaa jaaye mere haalaat apane apane makaa.N se suniye
--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
|