|
| POSTED BY: Kshitiz on 08/05/2008 15:23:46 |
|
Khud ko is dil main basane ki ijazat de do, Mujh ko tum apna banane ki Ijazat de do, Tum meri zindagi ka aik haseen lamha ho, Phoolon se khud ko sajane ki Ijazat de do, Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain, Mujhe yeh aaj batane ki ijazat de do, Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra, Mujhe yeh sham sajane ki Ijazat de do, Mujhe qaid kar lo apne ishq main or, Yeh jaan tum pe lootane ki Ijazat de do…
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|