Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 244 - Total Replies: 1

POSTED BY: loveismylife on 25/04/2008 15:36:43


Kiya hai pyar jisay hum nay zindagi ki tarha,
Woh ashna bhi mila hai ajnabi ki tarha,
Sitam tu yeh hai kay who bhi na ban saka apna,
Qabool hum nay kiye jis kay gham khushi ki tarha,
Barha kay pyas meri us nay haat chor diya,
Woh kar raha tha murawat bhi dil lagi ki tarha,
Kabhi na socha tha hum nay ay dil us kay liye,
Karay ga hum pay sitam who bhi har kisis ki tarha!,
Woh ashna bhi mila hai ajnabi ki tarha,
Sitam tu yeh hai kay who bhi na ban saka apna,
Qabool hum nay kiye jis kay gham khushi ki tarha,
Barha kay pyas meri us nay haat chor diya,
Woh kar raha tha murawat bhi dil lagi ki tarha,
Kabhi na socha tha hum nay ay dil us kay liye,
Karay ga hum pay sitam who bhi har kisis ki tarha!




POSTED BY: Kshitiz on 28/04/2008 14:49:54


Ye Jantay Huye Bhi Ki,
Wo Hawa Hai Mere Hath Na AyeGa,
Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na PaunGa,
Phir Bhi Main Ne, Hawa Ko Pakarna Chaha,
Badal Ko Choona Chaha.




--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***