| POSTED BY: Kshitiz on 17/03/2008 13:47:07 |
|
meri nigahau ko tere deedar ki khwahish hai mere dil ko tere saath ki khwahish hai teri ulfat ka asar kuch yu hua hai mujh pe ke har pal tere pyar ki khwahish hai
tumhari sansau ki garmi tumhare hontau ki muskan tumhare pyar karne ki ada ghayal kar gayi hai mujh ko teri teere nigah
paa kar bhi tujh ko tujh se dur hu teri chahat me sanam mai majbur hu tere muhabbat me sanam mai masroor hu
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|